Find the Latest Status about chamak challo chel chabeli song download mp3 from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, chamak challo chel chabeli song download mp3.
Tanya gupta
Chamak chandani bichhi hui hai aj charo or , niharu us chand ko baithkar mai jaise chakor In tej havao ka har jhoka kar rha hai bechain , badla badla sa hai kuch inka rukh aaj ki rain.. in ujali ujali raton me chalti hai jab ye havaye , man karta hai sath chalu inke jaha khi le jaye. chale jab jab ye purvayi dil me machta hai shor.. aur chamak chandani bichhi hui hai aj charo or.. asman me kale kale badal chhaye hai ghanghor , aur usme ujle chand ko dekh ho gayi bhavvibhor.. kya karu ye man ata hi nahi aaj mere vash me, jana hai in havao ke piche aj jane kis talash me.. man kahe faili is chandani ka kan kan lu mai bator, aur niharu us chand ko baithkar mai jaise chakor .. ©Tanya gupta # chamak chandani
Deepti Dwivedi
Akash Kumar
Awadhesh Mafiya Star
Awadhesh Mafiya Star
Akash Kumar
Akash Kumar