Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Behno Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Behno Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about behno ka pyar shayari, behno ki shayari, behno ke liye shayari, behno par shayari, do behno ka pyar,

  • 6 Followers
  • 16 Stories

Mohdajhur Ismelpatel

agar sister is dunya me nahi hoti to shayad sare bhai tadapte use pane ke liye isliye kabhi bhi behno ko kuch bhi leh dena lekin marne ki baat kabhi mat kehna reqest hai aapsabhise ke apni behno ko pari ki tarah rakho🧚‍♀️ #Quote

read more
SHAHEKA  my queet sister agar sister is dunya me nahi hoti to shayad sare bhai tadapte use pane ke liye isliye kabhi bhi behno ko kuch bhi leh dena lekin marne ki baat kabhi mat kehna

reqest hai aapsabhise ke apni behno ko pari ki tarah rakho🧚‍♀️

Anushka Sharma

#Sisters

read more
bat bat pr ldty hai, 
bat bat pr jhgdty hai,
pyar bhot h hm dono mai, 
pr jta nhi paty hai,
hm behno si pehli dost jo bn jaty hai, 
ye reshta pyar or tkrar si bna, 
behno ka reshta kehlata hai,
ye reshta hi kuch esa hai,  
na chod skty hai, 
na sath reh paty hai, 
hm behno si pehli dost jo bn jaty hai, 
shayd esliye esi sbsi khas reshta kehty hai... #Sisters

S.Sangeeta

Woh bhi kya bakt thi ......... Reenu Anu PUSHKAR SAMELE Rahul Kashyap Sinha Sanjay Sanju Panwar soni devi

read more
Woh bhi kya bakt thi ....
Jab pehli Barish men mitti ki khusboo bahut pyari thi,
Jab Garmiyon ki chhuti me Kacha amm aur tamato ka feast hua karti thi ,
Jab Dadi ki kahani sunne kiliye man bechan hua karti thi,
Jab Papa ke saath baat karte karte raat nikal jati thi ,
Jab Papa ki gondi men soke jannat sa abhas hua karti thi,
Jab akhhon men dher sare sapnaye aur poora karne ki strong josh hua karti thi,
Jab amm khane kiliye Mummy ke pass jidd karke ,badle sirf mar milti thi,
kabhi gaon me ek ice cream wala a jaye toh dadi ki anchal pakkad kar khichti thi,
Jab Dada ko diya hua nasta se hame share milti thi,
Jab Mandir jana to sirf bahana tha sirf prasad me man rahta  tha,
Papa ke ghar ane time pe dher sare formise hua karti thi,
Raat ko Mummy ke anchal men chhup ke so jati thi ,kanhi chhoti na so jaye 
Do kandho par chhoti behno ko bithake khudko pahilman samjh kiya karti thi ,
woh bhi kya bakt hua karta thi ,
jab dunia ki reality bahut dur hua karti thi ,
Logon ka do chehre ki  duniya se bahut dur hua karti thi,
Jab na school ka tension na college ka exam ka tension hua karti thi,
Chhoti behno ke saath milke chhat pe tara ginne ka maja hi kuchh aur thi,
chand kiliye poetry likha karti thi ,
Papa ke kandho pe baith ke khud ko dunia ka badsah samjhti thi ,
Mummy ki mar ki darse pita ,kacha sab nigal jati thi ,
Jab Papa ko mangi hue 10 rupeeyo ke badle me 50milti thi ,
Jab kuchh banana na ate huye bhi mitti men artist ki tarah banane suru ho jati thi,
Jab bado ki kapde pehne ke unki tarah chal aur dialogues mara karti thi ,
Woh bakt bhi kya sandar thi ,
Jab apni chhoti family ko apni ek chhoti duniya samjha katra thi,
Behno ke saath gudia rani khel khela karti thi ,
Jab Dadi ki baddi pet ke uppr soke dola jaisa maja leti thi ,
 Behno ke saath jhagda karke phir unhe hug karne ka baat bhi kuchh alag thi ,
Woh bakt bakt men hin kho gyi ,
Jab ajj dil karta hai ,pukarne par bhi woh bakt nahi ati ,
Bakt men woh pyara bakt sare kho gaye,
Aur men bhi kanhi kho gayi ,
Woh bakt bhi kya sandar thi. Woh bhi kya bakt thi ......... Reenu Anu PUSHKAR SAMELE Rahul Kashyap Sinha Sanjay Sanju Panwar soni devi

Emaan Mughal

Hamari behnay????? 😶😶

read more
Hamare behnay shareef ha?????
 society ma aksr yh jumla  vo mard hazarat bolthy ha jin ki nzr ma sirf oun ke behny shareef ha or dosroo ki behnay... . 😶😶
Hamari behnay kisi say bat ni krthi...
Vo zdaa bat krna psnd ni  krthi vo shareef ha.....
Duniya ki kon c kitaab ma likha ha jo larki khamosh  rehthi ha baat ni  krthi kisi say vo shareef ha??? Kis kitab ma yh likha ha?????
 Fark sirf itna ha kay dosro ke behno ko
 ap apni behn ni smjty verna
 ha vo b ap ki behno ke terha
😶😶😶😶 Hamari behnay????? 😶😶

Mohd Anas Alig

@aaj_ka_samaaj #follow 👆👆 #share 👆👆 commit👆👆 The dirty reality of today's society whom everyone sees and ignores. Follow the page for more such posts and face off the filthy truth of today's society... the#true#Real#world #Reality #Society #todayssociety #realfact #karhwasach #sachchai #Love #Trust #Cheating #hurt

read more
"Wo Kisi Se Kya Kehta Uske Sir Se Baap Ka Saaya Uth Chuka Tha, Kyunke Ghar Ka Barha Wohi Tha Uske Chote Bhai Behno Ki Zummedaari Usi Par Thi To Wo Chup Raha Or Sehta Raha Wo Taane Wo Usko Class Ke Larhko Ka Cherhna Taane Maarna Bewajah Preshaan Karna Wo Sab Kuch Nazar Andaaz Kar Deta Tha Lekin Kab Tak ? Kya Hamesha Usko Isi Tarah Rehna tha Insaani Shakal Mai Bherhiyo Ke Bich Jo Usko Nauch Nauch Kr Khaa Rahe the Uska Sabr Ab Tut Ta Jaa Raha tha to Wo Kya Karta Usne In Sab Se Tang Aa Kar Apni Jaan hi Dedi.."
Saakshi Ne Apne Dost Mohsin Ke Baare Mai Ye Sab Bataya Or Uske Saare Dost Khamoshi Se Ye Sab Sun Rahe The Phir Thorhi Der Baad Wo Apni Dusri Baato Mai Parh Gaye Lekin Aamir Shyd Saakshi Ke Sawaalo Mai Abhi Bhi Atka Hua Tha, Uski Aankhe Nam Thi, Wo Kuch Kehna Chahta Tha Lekin Phir Khamoshi Se Waha Se Uth Kar Chala Gaya Or Jaate Jaate Apna Purse Nikaala Or Apne Abbu Ki Photo Dekh Kar Man Hi Man Kaha
 "AAP KYU ITNI JALDI CHALE GAYE PAPA?
LEKIN AAP FIKAR NHI KARNA MAI ITNA KAMZOR NHI
MAI AMMI OR BHAI BEHNO KA KHAYAL RAKHUNGA HAMESHA".... @aaj_ka_samaaj

#follow 👆👆 #share 👆👆 #commit👆👆
The dirty reality of today's society whom everyone sees and ignores.
Follow the page for more such posts  and face off the filthy truth of today's society... #the#true#real#world #reality #Society #todayssociety #realfact #karhwasach #sachchai #love #trust #cheating #hurt


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile