Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Dooje Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Dooje Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about ek dooje ke liye 260, ek dooje ke liye, scooby doo where are you quotes, happy bhai dooj quotes in hindi, bhai dooj pe kya karte hain,

  • 4 Followers
  • 25 Stories

Abhishek Latta

Pc-Pinterest #tinka #jalna #Apne #Dooje

read more
वो खुद से तिनका-तिनका जलने लगा जब अपने ही उससे दूजे लगने लगे... Pc-Pinterest
#tinka 
#jalna 
#apne 
#dooje

Author Shivam kumar Mishra

Seher sai accha hai gaon.
yaha milta hai chaon.
yaha milta apnapan.
khilkhilata hai bachpan.
paryavaran sai mitrata.
yaha nahi koi bhed bhao.
sabko apna banao.
na bhagaam bhag bhari jindagi.
sabko ek dooje ki hai padi.
ek dooje keliye ladte.
kadi mehnat wo hai karte.
yaha ki pawan vayu.
badhade hamari ayu.
bimari yaha sai door.
yaha ki nadiya kohinoor.
prithvi ki hoor.
kisan yaha kai vigyanik.
kheti yaha ka vigyan.
seher sai jyada yaha basta hai gyan.
log rakhte dharti ma ka dhyan.
khoj nikalte hur muskil ka samadhaan.
yaha ka tyohaar.
yaha ka vyavhaar.
yaha ka vypaar.
sabkuch hai anootha.
seher ki jindagi hai jhoothi.
seher mai makaari hai.
chehre pe hai chehra.
bandh rakha hai sehra.
kaam badey aur darshan chotey.
hum kaise ek dooje ko loote.
seher ka chaka chaund.
raah sai bhatkaye goomnaam banaye.
seher ki hawa.
mrityu ki dawa.
seher ke log karte kewal bhog.
grashit rahte hai inko sada rog.
parishram sai bhaage nikalna chahe sabse agge.
yaha ka priy khel hai ishq .
iska nhi koi mail.
seher sai accha hai gaon.
seher sai accha hai gaon.
ab tum apna sunao #iitkirdaar

Author Shivam kumar Mishra

nojoto #nojotohindi #nojotoenglish #kavishala #nojotomusic hritik Sahil khan Govind Jagati pradeep sengar Pramod kushwaha #कविता

read more
Seher sai accha hai gaon.
yaha milta hai chaon.
yaha milta apnapan.
khilkhilata hai bachpan.
paryavaran sai mitrata.
yaha nahi koi bhed bhao.
sabko apna banao.
na bhagaam bhag bhari jindagi.
sabko ek dooje ki hai padi.
ek dooje keliye ladte.
kadi mehnat wo hai karte.
yaha ki pawan vayu.
badhade hamari ayu.
bimari yaha sai door.
yaha ki nadiya kohinoor.
prithvi ki hoor.
kisan yaha kai vigyanik.
kheti yaha ka vigyan.
seher sai jyada yaha basta hai gyan.
log rakhte dharti ma ka dhyan.
khoj nikalte hur muskil ka samadhaan.
yaha ka tyohaar.
yaha ka vyavhaar.
yaha ka vypaar.
sabkuch hai anootha.
seher ki jindagi hai jhoothi.
seher mai makaari hai.
chehre pe hai chehra.
bandh rakha hai sehra.
kaam badey aur darshan chotey.
hum kaise ek dooje ko loote.
seher ka chaka chaund.
raah sai bhatkaye goomnaam banaye.
seher ki hawa.
mrityu ki dawa.
seher ke log karte kewal bhog.
grashit rahte hai inko sada rog.
parishram sai bhaage nikalna chahe sabse agge.
yaha ka priy khel hai ishq .
iska nhi koi mail.
seher sai accha hai gaon.
seher sai accha hai gaon.
ab tum apna sunao #nojoto #nojotohindi #nojotoenglish #kavishala #nojotomusic hritik Sahil khan Govind Jagati pradeep sengar Pramod kushwaha

Author Shivam kumar Mishra

Ek saath baithe hai.
Par ek dooje ki khabar nhi.
Saath saath chalte hai.
Par ek dooje sai jalte hai.
Sath hoke bhi saath nhi.
Sab chalawey ke dhoke hai.
Chalne kai mauke hai.
Ek saath hokar bhi jab nhi lagta ki
Hum saath hai too alag hi sahi.
Jootha rishta ka kya fayda.
Dunia ka ek alag kayda. #nojotohindi #nojotoenglish #nojoto #kavishala

Author Shivam kumar Mishra

Krishn Radha ke bina adhoore hai.
Radha Krishn ke bina adhoori hai.
Dono ek dooje ke poorak hai.
Radhe Krishn prem ki moorat.
Rab ki soorat.
Wo kabhi ek dooje ke na hue.
Phir bhi sada keliye ek dooje ke hogye.
Radhe krishn krishn radha.
Prem ko ek pavitr bandhan batlaya.
Poori dunia mai prem ki pavitratra ko failaya.
Sacche sathi dunia se pare prem unka
Amar hai.
Unki prem ki alag thi paribhasa.
Unke siwa koi samajh na saka unki ye bhasa. #nojoto #krishn #love #life #pure
#god #respect

Sidharth Jain

read more

Behn Bhai ka jo rishta h, 
usme vo ek dooje k liye farishta h...

Rishte m Gehrai kuch itni h, 
bin bole ek dooje k jazbaat samajh jaaye, utni h.. 

Pyaar kuch itna h, Samundra m 
paani ki boondo k jitna h..
Chahe lakh toofan aa jaayein usme, 
pr us ne kha mitna h..


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile