Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Bitha Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Bitha Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about dil mein tujhe bitha ke, bitha ke rakha tha, bitha ke video, bitha ke lyrics, bitha ke,

  • 5 Followers
  • 99 Stories

dashingD

Desire Mene usse pyar kia but usne khud se pyar kia
Mene uske liye sab pe Ha kaha but usne muje hmesa Na kaha
jb baat ayi value dene ki to mene usko dil me bitha lia but mere kismat to dekho usne apne attitude ko value de dil or dimag me bitha lia. #whenshechooseherAttitudeoverme
#Heartbroken
#reallifesux#Nofucxgiven#happysinglelife

Yumnah Alam

🙃🙃🙃

read more
neand aae tou biatar pr lita dyna
aankh khol jae tou utha kr bitha dyna 

neand aae tou bistar pr lita dyna 
aankh khol jae tou utha kr bitha dyna

na uthon tou kafan charha dyna
humn bistar sy utha kr....
kabar main lita dyna..... 🙃🙃🙃

Manju (Queen)

betiyan #Dahej Ki mari#

read more
yaad aata hai tera wo sparsh 
jab tujhe maine apni bahon me liya tha 
yad aata hai tera wo muskarana
aur tune mujhe maa ka darja de falak par bitha diya tha
yad aata hai tera sajna - sawarna 
aur tera gathabandhan kar ajnabi sangh doli me bitha diya tha
socha tha us aangan me bhi tu muskarayegi khilkhilayegi
par kya pata tha chand kagzon ke khatir tujhe kisi ne jalti chita bana diya
hay re meri chidiya gar hai teri yahi dastan mat utarna kisi aangan me tu ? betiyan #dahej Ki mari#

sabir khan

Ek baar ki baat hai me sikri se apne gaon aaya tha. Bahut dino baad aaya tha to sab logo se milne ke liye unke ghar ja. Raha tha jab me apne chacha ke ghar gaya to wahan gaon ka ek aadmi betha hua tha jo ek kissa bayan kar raha tha. Jise mene kissa-e-maut ka  nam diya. mene wahan jakar jo hamare muslimo me hota salam wo kiya or sabse sabka haal poochha phr me bhi wahun beth gaya ab kissa shuru hua wo aadmi keh raha tha ki ek din mere rishtedaaro me kisi ki maut ho gai subah 9 baje mujhe call aay

read more
Ek baar ki baat hai me sikri se apne gaon aaya tha. Bahut dino baad aaya tha to sab logo se milne ke liye unke ghar ja. Raha tha jab me apne chacha ke ghar gaya to wahan gaon ka ek aadmi betha hua tha jo ek kissa bayan kar raha tha. Jise mene kissa-e-maut ka  nam diya. mene wahan jakar jo hamare muslimo me hota salam wo kiya or sabse sabka haal poochha phr me bhi wahun beth gaya ab kissa shuru hua wo aadmi keh raha tha ki ek din mere rishtedaaro me kisi ki maut ho gai subah 9 baje mujhe call aay

sabir khan

read more
Ek baar ki baat hai me sikri se apne gaon aaya tha. Bahut dino baad aaya tha to sab logo se milne ke liye unke ghar ja. Raha tha jab me apne chacha ke ghar gaya to wahan gaon ka ek aadmi betha hua tha jo ek kissa bayan kar raha tha. Jise mene kissa-e-maut ka  nam diya. mene wahan jakar jo hamare muslimo me hota salam wo kiya or sabse sabka haal poochha phr me bhi wahun beth gaya ab kissa shuru hua wo aadmi keh raha tha ki ek din mere rishtedaaro me kisi ki maut ho gai subah 9 baje mujhe call aaya or kaha ki 11 baje jo hai mitti di jayegi mene apne bete ko saari baaat batai or beta bike lekar aa gaya ham dono chal diye  mene bete se kaha bete dheere chalna bete ne kaha theek hai rashte me unhe ek boodhi aurat mili jo unhe thoda door se hi lag rahi thi ki wo bike ko rukwa rahi thi bete ne use dekhkar bike ki speed  badha lee lekin uske baap ne kaha bete koi baat nahi is boodhi aurat ko bitha lo beta bahane lagane laga papa hame jaldi hai bike ka tayar kamjor hai kuchh is tarah papa ne kaha koi bat nahi jaldi ka kam saitan ka hota hai or ladke ne us boodhi aurat ko bitha liya ab wo teeno bike se ja rahe the bete ne jab us aurat ko bithane ke baad jo dekha wo haqikat me hi dimag ko chakma dene jaise tha ki bike ki speed mitar me 80-90 lekin bike ki gati 20 ladke ne papa se kaha aapse pehle hi mana kar raha tha ki is aurat ko mat bithaiye ab dekh lo nateeja tayar dabaw man raha hai papa ne kaha koi baat nahi me isse poochta hun ise kahan jaana hai us aadmi ne kaha behan g aapko kahann jaana hai us aurat ne kaha bas yahi thodi hi aage aadmi ne phir poocha aapka ghar konsi jagah hai usne kaha mera koi ghar nahi hai tum bas mujhe thodi aage utar dena aadmi ne kaha tumhara ghar nahi hai matlab kon ho tum to us aurat ne kaha bahut nadan ho tum jaanna chahte ho me kon hun me maut itna sunte hi dono baap bete ghabra gaye or bike bhi uncontrol hone lagi or aap log andaja laga sakte hai ki kya sthiti rahi hogi 
Phir aadmi ne himmat jutakar poochha meri jaan logi ya mere bete ki us aurat ne kaha tumme se kisi ki nahi peechhe ek bolero aa rahi hai jisme 8 aadmi hai unme se 2 logo ki jaan leni hai itna kehte hi wo ekdam se gayab ho gai or bike ki jo mitar speed thi 80-90 usi speed me bike chalne lagi us aadmi ne apne bete se rukne ke liye kaha or bike ko side me laga liya or bete se kaha ki agar koi gaadi aai jisme 8 log ho to ham use rokkar unhe sab bat bata denge tabhi unse thodi hi door jis side se wo aa rahe the usi taraf se gaadhi aa rahi thi or paul se takrakar road se neeche khaito me ja padi or wahin maujood wo aadmi ye sab dekh raha tha zara socho kitna darawna manjar hoga wo
Wo aadmi us gaadhi ke pas gaya or ambulance ko jankari di lekin afsosh ki bat jab tak wahan koi pahunchta unme se do ki jaan ja chuki thi. 
To ye tha kissa-e-maut

Deepak Kumar

My College Canteen             Jaise he humne college me parvesh paya or kuch waqt yaha bitaya humare pass bhi kuch chehre aane lage hume canteen ke pass bulane lage tabhi humare kareeb ek ladki aayi or kehne lagi chaliye Deepak samose khate hi maine kaha thik hi aaj kaa bill humi katate hi. Dosto ye to samoso ki suruaat thi agale din uski char saheliya or saath thi unhone bhi bade pyar se haath badhaya humne bhi impression jamane kaa acha mauka paya humne unhe bhi bitha ke samose khilaye ye to #Poetry

read more
My College Canteen
 
          Jaise he humne college me parvesh paya or kuch waqt yaha bitaya humare pass bhi kuch chehre aane lage hume canteen ke pass bulane lage tabhi humare kareeb ek ladki aayi or kehne lagi chaliye Deepak samose khate hi maine kaha thik hi aaj kaa bill humi katate hi. Dosto ye to samoso ki suruaat thi agale din uski char saheliya or saath thi unhone bhi bade pyar se haath badhaya humne bhi impression jamane kaa acha mauka paya humne unhe bhi bitha ke samose khilaye ye to


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile