Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Jayda Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Jayda Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about jayda meaning in hindi, jayda in hindi, jayda meaning in english, jayda meaning, jayda cheaves,

  • 26 Followers
  • 82 Stories

md Hussain

#Quote

read more
"Jab insan ko uske aaukat se jayda mil jata hai na wo usko sambhal nhi pata iss liye wo usse kho deta hai or usse chor deta hai jo ussko duniya mai sb se jayda chaata hai"


💬

Utkarsh mishra

Kisi ko had se jayda chahna mat
kisi ko apni jindgi ka khuda bnana mat.
Mana ki chahte ho tum use is duniya me sabse jayda.
Ye smjhane ke liye khud ko uske samne girana mat.
Agar kh de wo tumhe chor ke jane ki baat mazak me bhi.
To bnana khud ko yesa ki kh sako.
"DOBARA JINDGI ME ANA MAT" #dobara_jindgi_me_ana_mat

Komal Salvi

read more
zingagi bhar uske sath rahne se kai jayda 
uska 
mere bagar khus rena 
muje jayda khusi 
deta he.

DEVIL KING

🐢🐢🐢

read more
🐢thoda likha jayda chod diya thoda likha jayda chod diya aane walo ke liye rasta chod Diya ladkia ishq mai kitni pagal hoti hai phone baja aur chula jalta chod Diya 😂🐢🍃 🐢🐢🐢

RoNny BaBa

nojoto #शायरी

read more
kahna h kahna h...
tumse y jivan me pahli baar
khud se bhi jayda krte h...
tumse bhi jayda tumko pyaar pyaar....

✍️ronny.rahul #nojoto

sarita yadav

#@sarita#

read more
Mere desh ki dharti tu hai kitni sunder,
tujhme hain mamta ki moorat,
tere god mai jo sar rakhkar so jaaun,
toh jaise kisi jannat mai kho jaaun,
teri saadgi hai tera gahana,
tere bholepan mai doob jaaun.
Hai mera desh dulhan,
ghoonghat mai laage chand se bhi jayda sunder.
Hai maa tere god se nikale har ek santan veer hai,
har navjavan es desh ki tasveer hai.
Hai dharti tu meri aan, baan, shaan, hai,
tere liye ye praan kurbaan hai.
Hai mera desh dulhan,
ghoonghat mai laage chand se bhi jayda sunder.

                                                         jai hind. #@sarita#

Barkha Goyal

Bro❤️💕sis

read more
Is duniya Mai bhai 
se jayda payar koi 
nhi kr sakta bhai 
apna payar dikhate
 nhi hai par sbse jayda
 care wo apni bhan
 ki hi krte hai bhai 
Kabhi apni bhan 
ko "I love you" bhi 
nhi bolte Pr bhai se 
jayda love or care
 koi nhi krta Bro❤️💕sis

Pankti Ji

#story-dar bhi accha hota h #panktikipanktiya #OpenPoetry

read more
#OpenPoetry Maine aaj maa se ek sawal kiya. maa kya darna buri baat h?? maa ne muskura k mujhe kaha bilkul bhi nhi. Fir mene maa se kaha to log esa kyu kehte h ki jo daar gaya samjo maar gaya... Maa fir se muskura di or apna kaam krti rahi...Muje samaj nhi aa raha tha ki maa mujh pr hash rahi h ya mere sawal par. Fir mai maa se gussa hoke jane lagi, tabhi maa ne mera hath pakad k mujhe roka or kaha ki sabji me namak mai daalu.. muje or gussa aaya ek to maa mujhe mere sawal ka jabab nhi de rahi h ulta mujhe kaam bata rahi h. Mujh se maa ne kaha ki sabji me namak dalo fir vo mere sawal ka javab dengi. Fir kya tha mene fatak se sabji me namak dala or maa ko bola ki ab aap jabab dijiye .maa ne jabab to diya nhi ulta mujh se hi sawal pucch liya. maa ne mujh se puccha ki tumne namak kis hissab se dala, mene kaha ki mujhe pata h ki kitni sabji me kitna namak chahiye hota h us anubhav se..Maa fir muskura di or boli dar or namak ek jese hi h . Bt is baar mujhe gussa nhi aaya tha kyu ki mujhe janna tha ki maa k namak ka or mere dar ka relation h kya. Fir maa ne mujhe kaha ki tumse namak jayda kyu nhi dala kyu ki tumhe pata h ki vo agar sahi matra me dala jayega to sabji ka swad bigde ga nhi, namak jese khane me jaruri hai  bilkul vese hi dar ka bhi hona life me bahut jaruri h agar vo santulan me rahe to. kyu ki hume daar badi galti krne se rokta h , vo hume zindagi me hone vali laparwahiyo se bachata h , daar hume ek baar fir sochne ka moka deta hai. Par hum dar ko galat mante h kyu ki hume pata hi nhi h ki isse santulan me rakhna kese h or isse kese santulan me rakhna h ye humara anubhav sikhata h..Agar dar km hoga to hum galtiyo se kabhi kuch sikhenge hi nhi bs unhe laparwahiyo se dohrate rahenge...Or Agar daar jayda hoga to hum kuch bhi naya na hi kr payenge or na hi sikh payenge...Agar khud k dar pr santulan aa gaya to zindagi kabhi kadvi nhi hogi vo behad laziz hogi. Aaj mujhe zindgi k sawad k ek ingredient ka mahatv samaj aaya tha.
©jipankti #story-dar bhi accha hota h
#panktikipanktiya

Naincy Gupta

#OpenPoetry

read more
#OpenPoetry sabdo se jayda kisi ke hone ka yehsas jayda mayne hota hai...!

Guru Ji

read more
na sunke bhot kuch sun leti h ...hai ek ladki jo muje mujse bi jayda pyar kiya karti h ...na khu vo sab vo sun liya karti h ..rhu m khush sda ye khosish har dam kiya karti h ..hai ek ladki jo mujse bi jayda mujse pyar kiya karti h
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile