Nojoto: Largest Storytelling Platform

zindagi ki havaao ne kuch yu sikhaya mujhko kabhi

zindagi ki havaao ne kuch yu sikhaya mujhko
kabhi girna kabhi sambhalna sikhya mujhko
har mauko prr ache aur bure ki
pahchan karna sikhaya mujhko 
zindagi ka hi sabak h jo aj jeene layak 
bnaya mujhko

©Pankaj
  #zindagikasabak
#Zindagi 
#Zindagi_Ka_Safar 
#zindagi97_writes 
#zingagikikahani
#RaasNaAya