Nojoto: Largest Storytelling Platform

When Krishna said- Har baat samjhana sada sambhav

When Krishna said-
Har baat samjhana sada sambhav nahi Radhe! 

There are many emotions which might have been running inside him. Though he is the God, but he lived and loved as a human. 

Quoting some of the lines which may connect with these lines. 

Koi samay aisa nahi jaha smriti na ho tumhari. 
Har bhavnao ko samjhana sambhav nahi Radhe. 

Niyati hai jo sthan alag hai, vyakul rehta hu ki tumse milu. 
Har vyakulta ko samjhana sambhav nahi Radhe! 

Moh nahi, na hi koi bandhan hai mera tum par, 
Prem ko bhasha me samjhana sambhav nahi Radhe! 

Jab tumhare sath hota hu to alag nahi hona chahta. 
Har bar man ko samjhana sambhav nahi Radhe! 

Ichha hai ki tum samip raho mere, main dekhu tumhari or, 
Har ichhao ko marna sambhav nahi Radhe! 

Tum ziddi ho, karogi to apne man ki hi. 
Tumhari har baat mankar chalna sambhav nahi Radhe! 

Sang tumhare jo bhi rahe, kahi bhi rahe, kaisa bhi rahe. 
Mere jaisa prem mil pana sambhav nahi Radhe! 

Prayatn karna chaho bhi tab bhi nahi hoga
Tumhare nam se mera nam alag karna sambhav nahi Radhe!

©Ananta Dasgupta #RadhaKrishna #Emotional #LoveStory #bonding #anantadasgupta #songs

anantadasgupta7138

Ananta Dasgupta

New Creator
streak icon27