sham ko baithi thi wo, thaq haar ke, meri chhat ki munder par, maine puchha ki kya huaa..... kya huaa... teri tez parwaz ko, wo boli ki kal in hawao ne, jo deti thi hausala mujhe, aur meri parwaz ko , chhin liya pariwar, aur mera gharwar.....