Nojoto: Largest Storytelling Platform

fir vahin rehna h mujhe fir vahin rehna h mujhe

fir vahin rehna h mujhe 

fir vahin rehna  h mujhe
ek sham nhi har sham bitana h

unhi galiyon me har roj chalna h
or bhtakna bhi h to unhi rasto par

sona bhi usi chhat par h
rona bhi usi kone me hai.

khelna kudna usi mitti me h 
or simatna bhi usi mitti me h 

unhi hatho se khana h 
or dat bhi usi awaj me sunni h

jhagadna bhi unhi se h 
or manana bhi unhi ko 

hasna bhi unhi ke vajah se h
or hasana bhi unhi ko h 

fir vahin rehna h mujhe........ #poem #hindi
fir vahin rehna h mujhe 

fir vahin rehna  h mujhe
ek sham nhi har sham bitana h

unhi galiyon me har roj chalna h
or bhtakna bhi h to unhi rasto par

sona bhi usi chhat par h
rona bhi usi kone me hai.

khelna kudna usi mitti me h 
or simatna bhi usi mitti me h 

unhi hatho se khana h 
or dat bhi usi awaj me sunni h

jhagadna bhi unhi se h 
or manana bhi unhi ko 

hasna bhi unhi ke vajah se h
or hasana bhi unhi ko h 

fir vahin rehna h mujhe........ #poem #hindi