Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj phir tujhe dekhane ko jii chahta !! Aaj phir e

Aaj phir tujhe dekhane ko jii chahta !!
Aaj phir ek dafa aur teri yaado me kho jane ko jii chahta hain ,
Tere sang bitaye huye wo pal chhoti hi sahi ,
unn chhote pal ki sunhari yaado me khud ko kho jane ko jii chahta hain,
Aaj phir ek dafa aur teri yaado me kho jane ko jii chahta hain!!
wo aakho ki shararate ,jb nazre mile to nazro ka jhuk Jana 
wo bahut sari mastiya aaj inn yaado ke sang khud ko barish me bhigone ko jii chahta hain ,
Aaj phir ek dafa aur teri yaado me bhheg jane ko jii chahta hain ! # Yaadein kuchh @ khatti # kuchh mithhi $#@

monika8579923598191

Monika

New Creator