Nojoto: Largest Storytelling Platform

Samay ki dhaara me chalte rahna, Kabhi rukna nahi,

Samay ki dhaara me chalte rahna,
Kabhi rukna nahi, kabhi thaharna nahi.
Pal-Do-Pal ki muskurahat ko sametkar,
Samay ke is safar mein hum sab bhatak jaate hain.

©Yui Akuma
  #Hope #Time #New #Nojoto #viral