Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mai abb bhi tere waadon par aitbaar kar leta hoon.

Mai abb bhi tere waadon par aitbaar kar leta hoon...
Tu kal kehti hai Mai parso tak intejar kar leta hoon...
Intejar bhi Aisa jo kabhi khatam nahi hota ae jindagi...
Tu nahi to teri tasveer se aankhe char kar leta hoon... Mai abb bhi tera aitbaar kar leta hoon...