Nojoto: Largest Storytelling Platform

ek subah jb khud ko aaine ME dekha... usme tha mer

ek subah jb khud ko aaine ME dekha... usme tha mera hi chehra par muskan kahi khoi hui thi.. ye zindagi bhi us kitaab ki tarah hai jisme shabd to hai magar uske maayne chhupe hue hai.. jinko siddat se pdho to dil me utarkr apna asar chhod DE or chand panne palatkr Band kr diya to mehez  alfaaz hi reh jaate hai.. jb bhi chehre pr muskaan ne aane ki koshish ki to khushi ko pata nhi kis baat ka bura maan gai s. p. g