Nojoto: Largest Storytelling Platform

bhookh tadpi hai roti ko nihaare, hai log aise bhi

bhookh tadpi hai roti ko nihaare,
hai log aise bhi jo ann ko dhutkare...
jin ke liye laziz hai ann,
vo phire maare maare,
or jinhe mil jaye ye roti
vo kisi or pakwaan ki aas mein...
hai ye bhukh pet ki yea mann ki
jo lalchaye har bar,
us chiz ke milne ke baad...
jaha sukoon ka naam koso dur hai,
or thaali mein parosi bhukh,
 har kokh mein hai....
ye lobh mann ki ,
puri karne ki chahat mein
khud andar se khaak hai...
ye lalsa hi nahi,
khud ka vinaash hai...
❤

©afsana #MyTopics #social #issues

#lockdown #diary #poem #

#DesertWalk
bhookh tadpi hai roti ko nihaare,
hai log aise bhi jo ann ko dhutkare...
jin ke liye laziz hai ann,
vo phire maare maare,
or jinhe mil jaye ye roti
vo kisi or pakwaan ki aas mein...
hai ye bhukh pet ki yea mann ki
jo lalchaye har bar,
us chiz ke milne ke baad...
jaha sukoon ka naam koso dur hai,
or thaali mein parosi bhukh,
 har kokh mein hai....
ye lobh mann ki ,
puri karne ki chahat mein
khud andar se khaak hai...
ye lalsa hi nahi,
khud ka vinaash hai...
❤

©afsana #MyTopics #social #issues

#lockdown #diary #poem #

#DesertWalk