Nojoto: Largest Storytelling Platform

😖 kaha tha na k yun sotay hue mat chor k jana muj

kaha tha na
k yun sotay hue mat chor k jana
mujhe beshak jaga dena
bata dena tumhe rasta badlna hai
meri had se nikalna hai
tumhe kis baat ka dar tha?
k mein janay nahi dunga?
kahin pe qaid kar lunga?
karenrazaq4017

Karen Razaq

New Creator

kaha tha na k yun sotay hue mat chor k jana mujhe beshak jaga dena bata dena tumhe rasta badlna hai meri had se nikalna hai tumhe kis baat ka dar tha? k mein janay nahi dunga? kahin pe qaid kar lunga? #poem

112 Views