Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jubaa khamosh bolti aankhe hai bas meri or wo gha

Jubaa khamosh bolti aankhe hai bas meri 
or wo ghar se mujh ko beghar kar deta hai,
 raat bhar to thikana hai mere yaha sabka,
subha hote hi mujhe  khud se anjaan kar deta hai,
 fir bhi kitna khub surat manjar hai 
uski mohbbat ka har raat khud ko
 meri julfao mey kaid kar deta hai ,
Milti nhi mujhe kabhi izzat usse
 jamane ke saamne raat bhar jo 
khud mere kadmo mey kar deta hai,
Diya hai na ussne naam bhi mujh ko 
Maang mey sindur hatho mey chudi
 bhar deta hai karni h tumhe sewa
 meri or mere ghar walo ki
 pta nhi chalta kab biwi se 
mujhe nookrani kar deta hai,
Lakho baar pukaro to bhi sunti nhi 
usse awaj meri har raat mahfil
  jo bs mere naam ki hi krta hai,
Juba khamosh bolti hai aankhe meri
dekho kase wo mujhe insaan se
laash kr deta hai ...jubaa khamosh bolti aankhe hai bas meri........

©inner peace poet
  जुबाँ खामोश बोलती हैं आँखे मेरी 

#inner_peace 
#inner_peacepoet#sadkhayal 
प्रशांत की डायरी Sushil Dwivedi सचिन सारस्वत Anshu writer नीर