Nojoto: Largest Storytelling Platform

jaha janm liya tha maine bo tha PITA ka ghar,,,,,

jaha janm liya tha maine 
bo tha PITA ka ghar,,,,,, 
jaha vivah hokar aai.  
bo tha PATI ka ghar....... 
koi to suljhaye is paheli ko 
ki kaha hai fir mera ghar, 
kehte hai ourat se ghar ROSHAN hota hai 
lekin kaha hai uska apna ghar kaha hai Ourat ka ghar
jaha janm liya tha maine 
bo tha PITA ka ghar,,,,,, 
jaha vivah hokar aai.  
bo tha PATI ka ghar....... 
koi to suljhaye is paheli ko 
ki kaha hai fir mera ghar, 
kehte hai ourat se ghar ROSHAN hota hai 
lekin kaha hai uska apna ghar kaha hai Ourat ka ghar
nainamathil1416

naina mathil

New Creator

kaha hai Ourat ka ghar