Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sochta hoon tujhe sochna chod doon Teri tasweer ko

Sochta hoon tujhe sochna chod doon
Teri tasweer ko dekhna chod doon

Ab tujhe yaad karne se kya faayda
Is tarah raat bhar jaagna chod doon

Ye alag baat ab koi rishta nahi'n
Pyaar se kyun magar dekhna chod doon

Meri kismat mein shayad nahi wo "prem"
Kya khuda se ise maangna chod doon

Dekh lena mai had se gujar jaaunga
Tu na mujhko mila to mai mar jaaungaa

Ho mubarak ye shaadi ka joda tujhe
Mujhse mat puch ab mai kidhar jaaungaa

Meri yaaden rulaya karengi tujhe
Tu samjhtaa hain Dil se utar jaaungaa

Ye na socha tha maine kabhi aey "prem"
Uske Dil se aksar mai utar jaungaa

Dekh lena mai had se gujar jaaunga
Tu na mujhko mila to mai mar jaaungaa

waqar_farazi_
mehboob_shayar_prem_nirala_ #waqar_farazi_

Sochta hoon tujhe sochna chod doon
Teri tasweer ko dekhna chod doon

Ab tujhe yaad karne se kya faayda
Is tarah raat bhar jaagna chod doon
Sochta hoon tujhe sochna chod doon
Teri tasweer ko dekhna chod doon

Ab tujhe yaad karne se kya faayda
Is tarah raat bhar jaagna chod doon

Ye alag baat ab koi rishta nahi'n
Pyaar se kyun magar dekhna chod doon

Meri kismat mein shayad nahi wo "prem"
Kya khuda se ise maangna chod doon

Dekh lena mai had se gujar jaaunga
Tu na mujhko mila to mai mar jaaungaa

Ho mubarak ye shaadi ka joda tujhe
Mujhse mat puch ab mai kidhar jaaungaa

Meri yaaden rulaya karengi tujhe
Tu samjhtaa hain Dil se utar jaaungaa

Ye na socha tha maine kabhi aey "prem"
Uske Dil se aksar mai utar jaungaa

Dekh lena mai had se gujar jaaunga
Tu na mujhko mila to mai mar jaaungaa

waqar_farazi_
mehboob_shayar_prem_nirala_ #waqar_farazi_

Sochta hoon tujhe sochna chod doon
Teri tasweer ko dekhna chod doon

Ab tujhe yaad karne se kya faayda
Is tarah raat bhar jaagna chod doon
premnirala8243

Prem Nirala

New Creator

#waqar_farazi_ Sochta hoon tujhe sochna chod doon Teri tasweer ko dekhna chod doon Ab tujhe yaad karne se kya faayda Is tarah raat bhar jaagna chod doon