Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ye dard hai kayamat hai Nafrat hai ya zulm ki hima

Ye dard hai kayamat hai
Nafrat hai ya zulm ki himakat hai

Ye zeest hai ya kuch or
Mai kuch samajh nahi aya
Ya mujhe samajhna nhi aya
Kher jo aya so aya
Tujh se juda ho kar meri mehfil me kher h k gair aya
Aag ka samandar tha har su
Aur mai 7 smndar tair aaya
Kabhi ulfat bhi hmi se thi use
Acha hua jo aaj bair aya

Ek haseen mere ghar k aaspas rehti hai
Badi mansookh h vo nazar jo dil k paas rehti hai
Ye intezar hai kiska
Vo gul r rukh kon hai
Vo kyo darakht k paas bethi hai

Tum mujhe payal na dikhaya kro
Fakat is tarh khwabo na behlaya karo
Khwab jo hakeekat karna ho to
Akeekat me hi kareeb aya karo
Jhuthe vado se na behlaya karp
Kachche dhago de aseer na banaaya karo
Gar hai zara si ulfat to
Rah e ishq me qadam
Mere sath badhaya karo
Abru na chadhaya karo
Urdu na samjhya karo
Mujhe hai parhez
Is haseen shararat se
Ishq me bagavat na sikhaya karo
Jhumka na khankaya karo
Zulfe na legraya karo
Deewano ki eed ho jaye jane ja
Bas tum chhat pe aa jaya karo

©qais majaz, master #Apocalypse
Ye dard hai kayamat hai
Nafrat hai ya zulm ki himakat hai

Ye zeest hai ya kuch or
Mai kuch samajh nahi aya
Ya mujhe samajhna nhi aya
Kher jo aya so aya
Tujh se juda ho kar meri mehfil me kher h k gair aya
Aag ka samandar tha har su
Aur mai 7 smndar tair aaya
Kabhi ulfat bhi hmi se thi use
Acha hua jo aaj bair aya

Ek haseen mere ghar k aaspas rehti hai
Badi mansookh h vo nazar jo dil k paas rehti hai
Ye intezar hai kiska
Vo gul r rukh kon hai
Vo kyo darakht k paas bethi hai

Tum mujhe payal na dikhaya kro
Fakat is tarh khwabo na behlaya karo
Khwab jo hakeekat karna ho to
Akeekat me hi kareeb aya karo
Jhuthe vado se na behlaya karp
Kachche dhago de aseer na banaaya karo
Gar hai zara si ulfat to
Rah e ishq me qadam
Mere sath badhaya karo
Abru na chadhaya karo
Urdu na samjhya karo
Mujhe hai parhez
Is haseen shararat se
Ishq me bagavat na sikhaya karo
Jhumka na khankaya karo
Zulfe na legraya karo
Deewano ki eed ho jaye jane ja
Bas tum chhat pe aa jaya karo

©qais majaz, master #Apocalypse