*** POETRY *** *** EK KHAYAL *** " Ek khayal aa rha hai , Bhuli - bichhri yaadon ka sawaal aa rha hai , Kya karu bhul jau yaaden teri paal ke rakhu , Harshraton pe ab bhi tu kabiz hai , Rutha hai tu chhuta hai tu , Hale Dil ka Jashn jas ka tas hai , Ek khayal aa rha hai , Mere yaadon pe fir tera sawaal aa rha hai , Kya yaad karta hu ab bhi , Jand yaadon pe sawal bhi hai khyaal bhi , Ras tere yaadon ka iskadar kyo , Mai tujhe kyo yaad karta hu , Fir tujhe yaad kar rha hu , Bitaye huye lamhe tere sath fir se dhundh rha hu , Ek khayal aa rha hai , Fir Bhuli - bichhri yaadon pe sawaal aa rha hai . " --- Rabindra Ram *** POETRY *** *** EK KHAYAAL *** # YAADEN # KHYAAL