Kaise bataye ki tumhare bina raha nahi jata, dard is judayi ka kaha nahi jata, pyar to bohot hai tumse par kahi dur na ho jaye tumse isliye izhaar kiya nahi jata ©Akash Kumar Gupta pyar karne walo ke liye ekdam mast shaayari #selflove