Nojoto: Largest Storytelling Platform

wo kahte hai ki mai jhutha hoon,jakhma chhupa ke m

wo kahte hai ki mai jhutha hoon,jakhma chhupa ke muskurana jhhootha to mai jhhootha hi sahi*,bayan is dard ka karoon kisase, jab apno ne saath chhod diya,mangu to kya mangu mai rab se,maine to tanhainyon se ab nata jod diya,chahton pe unke mit jana jhhootha to mai jhhootha hi sahi,*khamosh hoon ,meri khamoshiyon se anjaan hain,bin unke tang galiyan bhi soonsan hain,hasrat kahoon ya najaron ka takaza kahoon isko,mere khwabon ka yun toot ke bikhar jana jhhootha to mai jhhootha hi sahi,*,farebi najron se bachata raha unko,har waqt thes pahunchata raha khud ko,isharon ko unke mai khuda samajh baitha ,magar ehsas a dil ki parwah kisko,tamanna ka had se gujar jana jhhootha to mai jhhootha hi sahi.......*****....written by santosh verma.... jhhootha hi sahi...