insaan gharo me kaid hua sannata pashra sadko par ki panchi huye aazad gagan ke malik or pinjara laga hai logo pr. kya hai marji rab ki koi samajh nhi pata h fir v hume ladna or aage badna h in muskil ghadiyo me khud pr kaboo karna h ghar pr hi rehkar surakcha kare hm apne desh or paribaar ki ki hami ko ladna h or kabu pana hai in muskil halato pr ..........jai hind karfu