Alone Ye wahi kandha hai jo sambhal bhi leta hai Ye Wahi kandha hai jo khyal bhi deta hai Mile sahara jo sahi kandhe ka to nikhar de ye jindgi Mile sahara jo galt kandhe ka to bikheer dega ye jindgi Kandha wo sahara hai jo uchai bhi deti hai Kandha wo sahara hai jo burai bhi deta hai Ye kandhe ka hi kheel hai jo phale jivan sambhal deta hai phir samshan thel deta hai Ye wahi kandha hai jo sambhal bhi leta hai Ye Wahi kandha hai jo khyal bhi deta hai #Ye wahi kandha hai jo sambhal bhi leta hai