Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bin baap ek abhishap! Umar ke chotepan ne khub rul

Bin baap ek abhishap!
Umar ke chotepan ne khub rulaya
Logo ne kya parivar ne bhi khub daraya
Sikhne ki umar me samjhane chala tha sabko
Par dil aur dimag ne sath nahi diya khud ka kahi paise dikhe to kahi moh maya dono ke is adbhut mayajal me fasa rah gaya vo akela saya.
Madd ke liye thi ek maa ..., jisko khud samjh nahi tha logo ka satir chaal,
Kya biti us bin baap ke bete par jab sath walo ne hi diya dhoka jiske piche mare hue baap ne kiya tha apna zindagi chota.
Umar ki us choti si mod par sahma sa tha vo beta logo ke taano se ulajha rha vo beta
 madd ke liye jisne bhi hath badahi thi, hathon me vo Saanp leke us bete ko katwai thi, sacch ko kisi kude me fek kar juth se hath milai thi us bin baap ke bete ko sabne khub sunai thi,
Sabki baat kehne ko thi usi baat par tikne ki na thi vo sccha baccha scch me ulaj gaya is mayajaal me jis bete ka baap na tha.
Maa ke liye roya usne baap ke liye tha tadpa tha karta raha vo parthana na mila koi sahara
Dheere dheere bada hua to sahi galat samjha par der hogyi Samjhne me jab suna court rule ka dhanda,
Darr to laga use khud ke bade hone me kahi maar na de log is mayajaal ke gole me
Maa ne bhi darr kar us bete ko bada kiya sabke taane sehti aur khud par ilzaam sama liya,
Jaise jaise bada hua vo samjh saka na khot itni hoshiyaro ki duniya me rah gaya vo bewakuf akela Experiences!!
#poerty #experience #truth #fakelove #ownwords #Feelings #own_writer