" Sabko apna gam pyara , Bas uske yaadon ka sahara hai , Sabko apna gam pyara , Gumshum in bezaan si raho me uski dharkan mahshus karti hai , Sabko apna gam pyara , Besabr in raahon me unke laut aane ka ishara hai , Sabko apna gam pyara , Uski khati - mithi bojhil si yaadon ka sahara hai , Sabko apna gam pyara , Tuta hu besak usko yaadon ne samhala hai. " --- Rabindra Ram सबको अपना ग़म प्यारा... #अपनाग़म #collab #yqdidi #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Didi