Nojoto: Largest Storytelling Platform

aaj tumhara saath hone se sab kuch easy ho jese

aaj tumhara saath hone se sab  kuch  easy  ho jese,ab ye duniya na toh akeli hai na viraani aur tumhare bina katti nahi hai ye tanha raate aur lo aa gaya tumh ari pyaar ki kasish mein tumhari aur jese kheech rahi ho koi dor ab dubna chahta hoon tumhare pyaar ki gehrai mein ab kar diya ho jese tumhare hawale aur jab  tum mujhe dhundo tab tumhari aakho mein milu tumhari in palko ke shahare.lvu u mudit

©mona bagwaiya
  pyaar ka asar
monabagwaiya3006

ishita

New Creator

pyaar ka asar #लव

137 Views