Nojoto: Largest Storytelling Platform

Nazariya apna apna, kisi ka sadhna ka Kisi ka upas

Nazariya apna apna,
kisi ka sadhna ka
Kisi ka upasna ka
Kisi ka trishna ka,
Kisi ka prerna ka...
Koi Ish preran ho jata hai,
Koi Abhi Preran ho jata hai,
Sache hriday se likhne wala...
Kaal khand mein ankit ho jata hai...
Amar ho amritva samaan,
ajar amar ho jata hai...
Mata-pita ke aage sheesh nava,
Kabhi Guruon ke charnon mein jhuk jata hai,
Preyasi ke adron ko pulkit kar kabhi,
Jaam ban chalak jata hai
#Abhishekism
(12:39 PM)
2nd June 2019 Nazariya apna apna,
kisi ka sadhna ka
Kisi ka upasna ka
Kisi ka trishna ka,
Kisi ka prerna ka...
Koi Ish preran ho jata hai,
Koi Abhi Preran ho jata hai,
Sache hriday se likhne wala...
Nazariya apna apna,
kisi ka sadhna ka
Kisi ka upasna ka
Kisi ka trishna ka,
Kisi ka prerna ka...
Koi Ish preran ho jata hai,
Koi Abhi Preran ho jata hai,
Sache hriday se likhne wala...
Kaal khand mein ankit ho jata hai...
Amar ho amritva samaan,
ajar amar ho jata hai...
Mata-pita ke aage sheesh nava,
Kabhi Guruon ke charnon mein jhuk jata hai,
Preyasi ke adron ko pulkit kar kabhi,
Jaam ban chalak jata hai
#Abhishekism
(12:39 PM)
2nd June 2019 Nazariya apna apna,
kisi ka sadhna ka
Kisi ka upasna ka
Kisi ka trishna ka,
Kisi ka prerna ka...
Koi Ish preran ho jata hai,
Koi Abhi Preran ho jata hai,
Sache hriday se likhne wala...

Nazariya apna apna, kisi ka sadhna ka Kisi ka upasna ka Kisi ka trishna ka, Kisi ka prerna ka... Koi Ish preran ho jata hai, Koi Abhi Preran ho jata hai, Sache hriday se likhne wala... #poem #abhishekism