Nojoto: Largest Storytelling Platform

Badi shikayat thi usey, k uss k liye kuchh nhe lik

Badi shikayat thi usey, k uss k liye kuchh nhe likha jata h,
Kyu rehti h nam meri gazlein,hr baar kyu kalam ko rona aa jata hai,
aap se to dil ki har baat bol dete hain,
Jiss waqt lab chup ho gye the, bs unhi baaton ko kagaz pe utara jata hai...
Ab to usse musalsal milnaa jata hai,
Duniya puchhti h, mjhse hamara kya naata h,
Kyu din raat itni baatein karte h hum,
Ab kya batayein, usse hr ek minute, dobara pyaar ho jata h..
Usski aankhein badi khubsurat hain, hme bharpoor dekha jata hai,
Haye kya batayein, ye shakhs ladka ho k v sharma jata hai,
Yun mera khyaal rkhna, mujhse itni mohabbat krna,
Bs yahi pe ye sakht dil pighal jata h...