Nojoto: Largest Storytelling Platform

dekha hai jab se teri pairo ko armaan hai tere zu

dekha hai jab se teri pairo ko 
armaan hai tere zulfo ke saye ki bhi 

tamanna hai ki deedar ho teri 
 haseen surat ki mujhe 

churana hai shahyad mujhe 
tere ruksaar ki surkhi 

tere hoto pe lali ban jaaoo 
arzoo hai ab meri 

soachta hu jab  tere pairo ki 
khoobsurti ka ye manzar  hai 

to tere chahere ki masoomiyat 
aur bhole pan ka kya aalam 
hoga

©NIKHAT (दर्द मेरे अपने है )
  #bhola pan tera 
#Nikhat  Arshad Siddiqui Neel Mahi J P Lodhi. अभिषेक योगी (alfaaz_बावरे)  Ek Alfaaz Shayri Mili Saha R. Ojha Priya Gour Ambika Mallik