Nojoto: Largest Storytelling Platform

KHICHADI (READ IN CAPTION) rohan lunch

         KHICHADI (READ IN CAPTION) rohan lunch k liye canteen kuch der se pahuncha aur kuch gusse se lautkar aaya aur dinesh se bola ,
Rohan:Dinesh ji aap abhi khana khaa rahe ho?
Mujhe aaj upwas(fasting) karna hoga ..pura sheher pani mein duub raha hai aur mai bhuk se tadap raha hun,
Dinesh:Rohan tum chaho toh mere saath khana khaa sakte ho ,haan lekin tumhe mera khana pata hi hai ,meri tasty khichadi..
Rohan:Dineshji bhuk aur curiosity dono hai ,
Toh aaj mauka bhi hai ,aaj bata hi do roz roz same khichadi kyun aur kaise ?agar batado toh aaj jarur khana chahta hun ,
Dinesh:Kyaa saach mein khana chahte ho Rohan ?ya aaj option nahi hai ..ya phir mazak kar rahe ho ?par aaj sahi mauka hai batane ka ,kyun k aaj tumhe bahot jyada bhuk lagi hai aur aaj hi tum meri baat samjh sakte ho shayad ,aao baitho plate lelo khana khate khate baat karte hain,Rohan
Kuch saal pehle mai bhi tumhare hi tarah khane ka shaukeen tha aur alag restaurant se khana order karke khana mujhe pasand tha ,roj kuch order karta aur khata raha ,kabhi pasand aaya toh khaa leta nahi toh aise hi chhod deta tha,aise hi dinner k baad mujhe waiter ne bacha huaa khana pack karke de diya aur maine socha iska kyaa karu restaurant se bahar aate hi ek baccha mere pass aakar bola khana ,toh maine socha usse yeh bacha huaa khana dedoon aur maine packet uske aage kar diya uss bacche ne mere haath se packet ekdum se chhin liya aur daudne laga yeh dekhar mujhe thodi curiosity huii aur uske peeche jaane laga maine socha yeh ladka kahin baithkar khaa raha hoga, mai aur aage gaya aur jo dekha usse mera dil pighal sa gaya aur aankhon mein aansun aa gaye ..woh 9-10saal ka ladka apne chote 4-5saal k bhai ko keh raha tha raju uth jaa khana laya hun ..uth khana khaa le tujhe bhuk lagi thi na ...yeh dekhar uss din ahsaas huaa bhuk kyaa hoti aur khana kitna jaruri hai ..mai akela hun working hun paise bhi hai ...par khane ki value nahi samjh paya ..uss din soch liya aise bahot saare bachon ko ho sake tab tak khana provide karunga aur tab yeh khichadi bani aur iska swad din b din accha hota gaya Rohan ab taste karke dekho meri world best khichadi tumhe tumhare saare jawab mil jayenge ...#yqbaba#yqfilms#filmwriter7#

rohan lunch k liye canteen kuch der se pahuncha aur kuch gusse se lautkar aaya aur dinesh se bola , Rohan:Dinesh ji aap abhi khana khaa rahe ho? Mujhe aaj upwas(fasting) karna hoga ..pura sheher pani mein duub raha hai aur mai bhuk se tadap raha hun, Dinesh:Rohan tum chaho toh mere saath khana khaa sakte ho ,haan lekin tumhe mera khana pata hi hai ,meri tasty khichadi.. Rohan:Dineshji bhuk aur curiosity dono hai , Toh aaj mauka bhi hai ,aaj bata hi do roz roz same khichadi kyun aur kaise ?agar batado toh aaj jarur khana chahta hun , Dinesh:Kyaa saach mein khana chahte ho Rohan ?ya aaj option nahi hai ..ya phir mazak kar rahe ho ?par aaj sahi mauka hai batane ka ,kyun k aaj tumhe bahot jyada bhuk lagi hai aur aaj hi tum meri baat samjh sakte ho shayad ,aao baitho plate lelo khana khate khate baat karte hain,Rohan Kuch saal pehle mai bhi tumhare hi tarah khane ka shaukeen tha aur alag restaurant se khana order karke khana mujhe pasand tha ,roj kuch order karta aur khata raha ,kabhi pasand aaya toh khaa leta nahi toh aise hi chhod deta tha,aise hi dinner k baad mujhe waiter ne bacha huaa khana pack karke de diya aur maine socha iska kyaa karu restaurant se bahar aate hi ek baccha mere pass aakar bola khana ,toh maine socha usse yeh bacha huaa khana dedoon aur maine packet uske aage kar diya uss bacche ne mere haath se packet ekdum se chhin liya aur daudne laga yeh dekhar mujhe thodi curiosity huii aur uske peeche jaane laga maine socha yeh ladka kahin baithkar khaa raha hoga, mai aur aage gaya aur jo dekha usse mera dil pighal sa gaya aur aankhon mein aansun aa gaye ..woh 9-10saal ka ladka apne chote 4-5saal k bhai ko keh raha tha raju uth jaa khana laya hun ..uth khana khaa le tujhe bhuk lagi thi na ...yeh dekhar uss din ahsaas huaa bhuk kyaa hoti aur khana kitna jaruri hai ..mai akela hun working hun paise bhi hai ...par khane ki value nahi samjh paya ..uss din soch liya aise bahot saare bachon ko ho sake tab tak khana provide karunga aur tab yeh khichadi bani aur iska swad din b din accha hota gaya Rohan ab taste karke dekho meri world best khichadi tumhe tumhare saare jawab mil jayenge ...#yqbaba#yqfilms#filmwriter7#