Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Khwahisho ki khidki se, Jhankti hai,Ka

#OpenPoetry Khwahisho ki khidki se,
Jhankti hai,Kabhi kabhi zindagi.
Hawao'n me udne ko machalti hai,
Kabhi kabhi zindagi.
Bahar toofan shayad gehra hai,
ye par toot jaenge,
Dari Sehmi si andar hi sisakti hai,
Kabhi kabhi zindagi.
Parinda parwaaz na kare toh kaise jiye,
Khud se ladti hai kabhi kabhi zindagi.
Kitni nadaniya'n hai tere andar,
Ishara meri taraf karke hasti hai,
Kabhi Kabhi Zindagi. #OpenPoetry #nojoto #contest #makhdoomazam #makhdoomazampoetries Nirmal Kumari Kavita Rani Pushpa Lata Bharti Vani Princess Priya
#OpenPoetry Khwahisho ki khidki se,
Jhankti hai,Kabhi kabhi zindagi.
Hawao'n me udne ko machalti hai,
Kabhi kabhi zindagi.
Bahar toofan shayad gehra hai,
ye par toot jaenge,
Dari Sehmi si andar hi sisakti hai,
Kabhi kabhi zindagi.
Parinda parwaaz na kare toh kaise jiye,
Khud se ladti hai kabhi kabhi zindagi.
Kitni nadaniya'n hai tere andar,
Ishara meri taraf karke hasti hai,
Kabhi Kabhi Zindagi. #OpenPoetry #nojoto #contest #makhdoomazam #makhdoomazampoetries Nirmal Kumari Kavita Rani Pushpa Lata Bharti Vani Princess Priya