Nojoto: Largest Storytelling Platform
makhdoomazam7845
  • 20Stories
  • 89Followers
  • 97Love
    187Views

Makhdoom Azam

A poetic guy with a messed up mind.

makhdoomazam.blogspot.in

  • Popular
  • Latest
  • Video
d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

brokenheart makhdoomazampoetry

brokenheart makhdoomazampoetry #Shayari

d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

Zindagi jab,tumhe hasaegi,
Rulaegi,
Seene se lgaegi,
To kya meri yad aaegi.

Wakt jab yado ko mita dega,
Guzare lamho ko,
Bhula dega,
Koi khwab,naya jaga dega,
Kisi apne se tumhe mila dega.
Fir raat jab,dhun naya sunaegi,
To kya meri yad aaegi.

Ya kisi khata ki tarah,
Mujhe bhula dogi,
Apne khwabo se mujhe hta dogi,
Tha koi bhul kehke,
Wida dogi..
 Par jab dhakane meri tumhe dil se bulaegi,

To kya meri yad aaegi. brokenheart

brokenheart #poem

d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

#KHNH
d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

#KHNH
d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

#merikahaani
d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

#OpenPoetry Khwahisho ki khidki se,
Jhankti hai,Kabhi kabhi zindagi.
Hawao'n me udne ko machalti hai,
Kabhi kabhi zindagi.
Bahar toofan shayad gehra hai,
ye par toot jaenge,
Dari Sehmi si andar hi sisakti hai,
Kabhi kabhi zindagi.
Parinda parwaaz na kare toh kaise jiye,
Khud se ladti hai kabhi kabhi zindagi.
Kitni nadaniya'n hai tere andar,
Ishara meri taraf karke hasti hai,
Kabhi Kabhi Zindagi. #OpenPoetry #nojoto #contest #makhdoomazam #makhdoomazampoetries Nirmal Kumari Kavita Rani Pushpa Lata Bharti Vani Princess Priya

#OpenPoetry nojoto #Contest #makhdoomazam #makhdoomazampoetries Nirmal Kumari Kavita Rani Pushpa Lata Bharti Vani Princess Priya

d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

An suspense thriller story written and recited by Makhdoom Azam.
please do share and comment.
Show your love.

An suspense thriller story written and recited by Makhdoom Azam. please do share and comment. Show your love.

d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

Sawal itna sa hai,
ke ye muhabbat kaisi hai.
Hai jo paak dil,
to fir ye siyasat kaisi hai.

Ye Jo nikle hain sadko pe,
Apne khuda ke liye.
Karenge faisla mera,
Ye Aakhir kis khata ke liye.

Kaha se mili hai inhe,
Ye Ijazat kaisi hai.
Khud hi,khuda bane baithe hain,
Ye Hikamat kaisi hai.

:-Makhdoom Azam

d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

 #myownpic
d48e9401a145804e5a071d590c56d4af

Makhdoom Azam

Cheen kar le gaya,
mujhse,mere jeene ki wajah.
wo jo kehta tha,
ke humdard hu main tera!! #latenightpoetry #sadpoetry
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile