Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mai musafir us safina ki, jiski tu patwar piya. Sa

Mai musafir us safina ki, jiski tu patwar piya.
Samandar tu mere lafzon ka,
mai maujon ka hun saaz piya. 
Tu nayab si wo shayari,
 jiski mai awaz piya.
Jo hothon pe tere barson ki
adhuri, 
Whi mai poori  baat piya... #Safina
Mai musafir us safina ki, jiski tu patwar piya.
Samandar tu mere lafzon ka,
mai maujon ka hun saaz piya. 
Tu nayab si wo shayari,
 jiski mai awaz piya.
Jo hothon pe tere barson ki
adhuri, 
Whi mai poori  baat piya... #Safina