Soch ko badlo Halaat toh khud hi badal jayenge Ehtiyat jo barti aage tkk jaoge Soch ko rok k yun samaj ko kharoch mat do Samaj ka soch k hi tum apna ghar bhi bachaoge Aaj ka kadha kadam jo tum ne yun utha liya Aaj ki taqleef se tum bhi jaldi mukti paaoge Tham lo soch k daman ko Soch ko tum badi kro Yun badal k tevar yun zuban ko na badi kro Sayyam bna k rkho tum Pyaar bhi badh jaega Dhairaya k aage tumhare .. koi dushman na tik paaega Dhiraya hi tumhari pehchaan hai Soch tumhara sammaan hai.... Apni soch k dayre ko kuch iss tarah badhata ja Aas paas k Jan jiwan ko khud main basar krta ja Milenge log jo tumhara tiraskar krenge... Tiraskar ko apni jeet samjh tu Ek din puraskar milenge... Soch bas soch ye Soch ko badlana hai Soch ko bada kr k aage hi aaage badna hai... Rukna abhi thamna thodi der ka Masla ye bhi kat jaega yunhi chinn bhar ka... #soch