BoL diya chal tune jo bol diya, ab pass a maafi mang me hu yahi khada, chal maag le mafi fir moka nhi milega maafi maagne ka, maut ka bharosa nhi h kisi ka. zindagi choti ho ye chalta hai, suraj jo ugta hai wo bhi to dhalta hai, phele rakta tha pass apne dost bahut, jab dekhi asli duniya to aaya ye samaj dost, pass jitne pass yaar sab matlabi, moke par dege ye saat ganta nhi, isliye sabhi se mein dur ho gaya, apna takiya liya aur bahar so gaya, ab sochta hu kon asli kon nakli, mein jitno ko izzat di utno ne rakhli, mujhe b toh bapas me izzat milni chahiye, chahiye mujhko b mere hisse ka chahiye, apne hi baithe hai mera hissa leke, jaan ke ye dusman pade hai haat dhoke. tu b to dhoka unhe de skta hai, badla apna sab se le skta hai. per kaise bhool jau nasiyat apne baap ki, dhayan rkna sabka,leke chalna sabko saat b, aaj bhi yaad hai sari baatein apne ma baab ki, zimmedari jo di uski hi ab tak meine laaj ki, sare kiye wado ki wajah se zinda hu, warna me to ander se muqummal mar chuka hu. dhanyawad dhanyawad sabka kar chuka hu. sara ghum apna panno per likh chuka hu. Takliya ©Azim Noor BoL diya chal tune jo bol diya, ab pass a maafi mang me hu yahi khada, chal maag le mafi fir moka nhi milega maafi maagne ka, maut ka bharosa nhi h kisi ka. #Fire #nojohindi #khayaleazim #Rap #poem #Life_experience