Nojoto: Largest Storytelling Platform

jab jindagi ka kisi mod par thehrav hai hota, manj

jab jindagi ka kisi mod par thehrav hai hota,
manjil milti jijko unke pass jawab bhi hota,,
ghar se chali to ek dil ke siva kuch bhi pass na tha,
kya mera kho gya hai mujhe kya malal hai,
jiska jawab chahie
hey ishwar vo akhir kya sawal hai,
ek mod par hu aaj
to ilzaam bhi kisko du
jo buna hi gya tha mere lie to mera hi khud ka jaal hai,
fir koi swapan dekhu ya koi arzoo karu,,
ab tabah jo ho chuka dil tu
hi bata tera kya hai ab jo bacha hua khyal hai..

©Samriddhi Zindagi ka ruk Jana..

samriddhi6623

Samriddhi

New Creator

Zindagi ka ruk Jana.. #शायरी