Log khate hai kasame sirf 7 janmo ki, Maine socha ki mai kasam khaunga hi nahi, ''Mere dost ne mujhse pucha, Tu kasam q nahi khayega, Kya tu apni wali ka sath nahi nibhayega'', Maine bhi muskura kar usko jawab diya, KAHA... "Mai kasam isliye nahi khaunga q ki mai 7 nahi, usse bhi jada janmo tak uska sath nibhaunga..."💕 #love_is_life