Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mai mukt hoon iss duniya ki bandishon se mujhe nah

Mai mukt hoon
iss duniya ki bandishon se
mujhe nahi farak padta
dharm aur hinsa ki saazishon se
Mai sach ki raah jaanta hoon
kyunki mai insaan hoon pehli saanson se
kisi mazhab ya kisi jaat ka nahi
mai ameer hoon apne vicharon se
mai insaan banke aya hoon
mai insaan hi rehka marunga
mujhe nahi jeena saamaj ki khwaishon se
Mai mukt hoon
iss duniya ki bandishon se Humanity Prevails
Mai mukt hoon
iss duniya ki bandishon se
mujhe nahi farak padta
dharm aur hinsa ki saazishon se
Mai sach ki raah jaanta hoon
kyunki mai insaan hoon pehli saanson se
kisi mazhab ya kisi jaat ka nahi
mai ameer hoon apne vicharon se
mai insaan banke aya hoon
mai insaan hi rehka marunga
mujhe nahi jeena saamaj ki khwaishon se
Mai mukt hoon
iss duniya ki bandishon se Humanity Prevails

Humanity Prevails #poem