Nojoto: Largest Storytelling Platform

“EASY COME EASY GO" ©LIPIKA MAHAKUR Ek gaon me

“EASY COME EASY GO"

©LIPIKA MAHAKUR
  Ek gaon me do bhai rehte the ek ka naam rohan dusre ka naam mohan tha dono ek dusre se itna jalte the ki ek dusre ka sakal v dekhna gawara nhi tha unko. Unke mata pita unki kadwahat ko dekh bahot pareshan rehte the per afsos wo kuch nhi kar pate.
     Rohan jab apne kaam se lot rha hota h use ek axe milta h use dekh wo sochta h ye kiska h per wahan use koi nhi dikhta to wo apne saath ush axe ko lekar apne Ghar le jata h ab jaise use axe mil jata h use dur dur kaam pe jane ki jarurat nhi padti wo apne gaon ke samne ke jangal se hi lakdiyan katta aur unhe bazar me bechkar apna gujara karne laga. Per ye sab dekh mohan ko bahot gussa aata tha per wo kuch nhi kar pata per humesha kosis karta ki wo axe ko chura le per rohan axe ko hamesha apne sath hi rakhta tha.
     Per mohan jo ki koile ki khadan me kaam karta tha use khadan me khodtte khodtte  tin hira milta h per wo kisiko ye kehta nhi aur unhe chipa kar ghar aa jata h aur apne kamre me chipa deta h. Subha jaise hi hoti h rohan lakdi katne ja rha hota h to unki maa mohan se puchti h tumhe aaj khadan nhi jana h kya to mohan bolta h maa mujhe ab se koi kaam karne ki jarurat nhi h ye sunte hi rohan ne kaha q bhai koi lotri votri mil gyi h kya to usper mohan bolta h nhi nhi aaj mera tabiyat kharab h alaki wo theek hota h per man hi man khush ho rha hota h ki rohan ko mahnat karni padegi apne gujare ke liye aur wo hire ho bech araam ki zindagi gujarega..
        Mohan ne aisa hi kiya wo apne har tarah ke sok ko pura kiya ghar kharidda, gadi kharidi restorent me roj khata wohin rohan roj subha jangal me jata raat me ghar aata per wo ek khush bhari zindagi jee rha hota h ki wo apne pariwar ki jarurat ko puri kar pa raha h. Per mohan sirf apni sochta tha use sirf apni khusi ki parwah thi wo sirf apni chahat ko puri karna janta tha . Aise hi samay bita aur mohan ke kharche itni badh gyi thi ki paise khatam ho gye aur wo nase ki adat me pad gya ab wo na to kamata na apne Ghar walon ki sunta wo dhire dhire apni sari chijon ko bech juye me laga diya aur haar gya ab wo logon se maag maag kar khata tha...

Rohan ab lakdiyon ko bech bech ke ek ghar bana leta h aur ek dukan kholta h jahan se uske paas acchi dan raasi aa jati hai

Ek gaon me do bhai rehte the ek ka naam rohan dusre ka naam mohan tha dono ek dusre se itna jalte the ki ek dusre ka sakal v dekhna gawara nhi tha unko. Unke mata pita unki kadwahat ko dekh bahot pareshan rehte the per afsos wo kuch nhi kar pate. Rohan jab apne kaam se lot rha hota h use ek axe milta h use dekh wo sochta h ye kiska h per wahan use koi nhi dikhta to wo apne saath ush axe ko lekar apne Ghar le jata h ab jaise use axe mil jata h use dur dur kaam pe jane ki jarurat nhi padti wo apne gaon ke samne ke jangal se hi lakdiyan katta aur unhe bazar me bechkar apna gujara karne laga. Per ye sab dekh mohan ko bahot gussa aata tha per wo kuch nhi kar pata per humesha kosis karta ki wo axe ko chura le per rohan axe ko hamesha apne sath hi rakhta tha. Per mohan jo ki koile ki khadan me kaam karta tha use khadan me khodtte khodtte tin hira milta h per wo kisiko ye kehta nhi aur unhe chipa kar ghar aa jata h aur apne kamre me chipa deta h. Subha jaise hi hoti h rohan lakdi katne ja rha hota h to unki maa mohan se puchti h tumhe aaj khadan nhi jana h kya to mohan bolta h maa mujhe ab se koi kaam karne ki jarurat nhi h ye sunte hi rohan ne kaha q bhai koi lotri votri mil gyi h kya to usper mohan bolta h nhi nhi aaj mera tabiyat kharab h alaki wo theek hota h per man hi man khush ho rha hota h ki rohan ko mahnat karni padegi apne gujare ke liye aur wo hire ho bech araam ki zindagi gujarega.. Mohan ne aisa hi kiya wo apne har tarah ke sok ko pura kiya ghar kharidda, gadi kharidi restorent me roj khata wohin rohan roj subha jangal me jata raat me ghar aata per wo ek khush bhari zindagi jee rha hota h ki wo apne pariwar ki jarurat ko puri kar pa raha h. Per mohan sirf apni sochta tha use sirf apni khusi ki parwah thi wo sirf apni chahat ko puri karna janta tha . Aise hi samay bita aur mohan ke kharche itni badh gyi thi ki paise khatam ho gye aur wo nase ki adat me pad gya ab wo na to kamata na apne Ghar walon ki sunta wo dhire dhire apni sari chijon ko bech juye me laga diya aur haar gya ab wo logon se maag maag kar khata tha... Rohan ab lakdiyon ko bech bech ke ek ghar bana leta h aur ek dukan kholta h jahan se uske paas acchi dan raasi aa jati hai #Knowledge

205 Views