apni na umidieon mai bhi kuch umidein nazar aati hai dil toot jaane mai bhi kuch khwahishein nazar aati hai zindangi ki tez raftaar mai thodi si chain nazar aati hai bachpan wala ravivaar kho saa gya kahi..par aaj bhi unke kisien yaad aate hai mein tanha hu magar mere saath khadi bheed bhi akeli nazar aati hai par aaj bhi kuch umidein nazar aati hai #umidein