Baas ki bansi le kar aaja vyakul mann hai,dheer bandha jaa, tujhko jo bhaye kanaha,sath m laye kanaha makhan,mishari ghol ke Ban ke aaja,Bal Kriishna . sabko sanmati, dene aaja vipda badi hai,harne aaja. aaja teri raha nihari,gaiya gopi balskha re. natkhat tera ,tat Yamuna ka aangan suna ,Vrindavan ka bansi dhun tu,madhur suna jaa aa Gupal tu,Gaya charaja tujhe maiya ,dhundhe oo lala Tera banu m Sudama,teri banu m Radha. pereet ki rit sikha re. Ban ke aaja,Bal Krishna ❤️ ©butterfly sweety #balkrishna #Janamashtmi2020