Nojoto: Largest Storytelling Platform

Himalay ki godi me soo jayenge ham. Na mile khane

Himalay ki godi me soo jayenge ham.
Na mile khane ko kuchh agar hawaa pee kr reh jayenge ham.
Na kahenge kabhi kisi se kuchh.
Bs apni kismat per muskurayenge ham.
Chalte hue raah me agar kabhi geer jayenge.ummid ka daman tham kar fir uth  khade ho jayenge ham.
Agar aaye udasi kabhi chehre or to chand ko dekhkar khush ho jayenge ham.
Chubh jaye agar pair me dukh ke katen to.
Har kanto ko muskurake nikal jayenge ham.
Thak jayenge ek din jab chalte 2 to Himaly ki godi me soo jayenge ham.