Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mera Sheher,Lakho Ki Bhid Hai Fir Bhi Shant Rehta

Mera Sheher,Lakho Ki Bhid Hai Fir Bhi Shant Rehta Hai.
Apni Ek Pehchaan Hai Iski,Sab Bayaan Ye Kardeta Hai.
Mene Sikha Hai Isse Har Riwajo Ko,
Puja Ki Bajti Ghanti Ko,Azaan Ki Awaazo Ko.
Har Mazhab Ke Teyoharo Ko,
Ek Dusre Se Madadt Ki Un Pukaro Ko.
Mera Sheher,Jisme Har Shaks Ek Misaal Hai,
Har Shaks Ka Apna Kehna Hai,Har Shaks Hi Kamal Hai.
Jo Batata Hai Mujhe Jeena Ka Dhang Kya Hai,
Jo Batata Hai Mujhe,Zindagi Me Zindagi Ke Rang Kya Hai.
Gurbati-Amiri Ke Farak Ko Dikhaya hai,
Mujhe Mere Sheher Ne Jeene Ka Tarika Sikhaya Hai.
Mera Sheher,Mera Mera Guru,Jisne Mujhe Banaya Hai.
Salam Hai Ise Ye Mera,Thoda Leke Jo Sab Kuch Bataya Hai. #merasheher