lo aaj phir yaad aayi maa ki godi, phir aaj bachpan ka sukun yaad aa gaya baith kr suni thi kbhi jo kahaniyaan, aaj phir se lori ka vo sur yaad aa gaya jane kyu phir se aaj bachpan yaad aa gaya jane kyu phir se aaj bachpan yaad aa gaya #maa #bachpan #yaadein #sukun