KEH DO NA! Maana ki mai nasamajh hu, par Jana tum toh smjdaar ho na? maana ki mai roti hu, problems khud hi create karke raat bhar nii soti hu par tum toh mere khaas ho na? Meri nasamjhi se v jab tum pareshaan ho jaate ho Toh socho na tumhari samajdaari pe rooth jaana mujhe kitna pareahaan karta hoga jab bhi hoti hai raate, Mutual understanding ki baate krte ho na? dosti me ek dusre ki problems share krne ko kehte ho na? Toh jab mai kch serious sa kar deti hu mujhe immature ar bachi kyu kehte ho? Aur na bhi batau baate toh kehte ho Baate chupaati ho na? yaar kya karu kya na karu Tum hi ab keh do na 😕 #special friendship #mature immature buddy bonding #true companion 💕