Nojoto: Largest Storytelling Platform

mera dard phir badh gya meri aankho me hai asar d

mera dard phir badh gya 
meri aankho me hai asar dikhi



meri kabz hue awaaz bhi 
mere labo ne bhi tharrai hai

meri jism me ab jaan nahi 
mera dil. bhi ab khamosh hai

kafas ki tiliyea rangeen hue 
bah gya lahu seene kaa 

hai zindagi meri kab tak 
naa jaane yu
har baar gum ka hi samnaa 
mujhe karna padhta hai kyu

           dard bhare alfaaz mere
29/01/2024

©NIKHAT (दर्द  मेरे अपने है )
  #samna gum kaa  J P Lodhi. Sakshi Dhingra  Neel Ek Alfaaz Shayri Aditya kumar prasad  Ambika Mallik heartlessrj1297 Adhuri Hayat SHWETA DAYAL SRIVASTAVA Anamika Sharma