Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tital - Maa Written by Manohar kr.Paswann Mai h

Tital - Maa
Written by  Manohar kr.Paswann
 
Mai hoon tera suraj - chanda
Mai hoon ankhiyo ka taara
Jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
ye nav jiwan payara
 
Huaa samridh mai prem pakar
teri sagar ki lahro se
nahi chaah mujhe kisi aur ki
tu jiwan ki dhara
jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
yeh nav jiwan payara

dhanya huaa mai pakar teri kaya
meri sanse,teri dhadkan nahi koi paraya
mol nahi tera, anmol hai tu
sada hai tu sukh-dukh me saya
jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
yeh nav jiwan payara
 
mai hoon tera suraj -chanda
mai hoon ankhion ka taara
jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
yeh nav jiwan payara.

The end. Maa  Kavi Rahul Jangir  My_Words✍✍ Shikha Sharma Rajesh Kumar Anshuman tripathi
Tital - Maa
Written by  Manohar kr.Paswann
 
Mai hoon tera suraj - chanda
Mai hoon ankhiyo ka taara
Jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
ye nav jiwan payara
 
Huaa samridh mai prem pakar
teri sagar ki lahro se
nahi chaah mujhe kisi aur ki
tu jiwan ki dhara
jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
yeh nav jiwan payara

dhanya huaa mai pakar teri kaya
meri sanse,teri dhadkan nahi koi paraya
mol nahi tera, anmol hai tu
sada hai tu sukh-dukh me saya
jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
yeh nav jiwan payara
 
mai hoon tera suraj -chanda
mai hoon ankhion ka taara
jang jeet ke maut se
diya,yeh nav jiwan payara
yeh nav jiwan payara.

The end. Maa  Kavi Rahul Jangir  My_Words✍✍ Shikha Sharma Rajesh Kumar Anshuman tripathi