Tere intekhab mn danish mandi nazr ati h Teri rah ab banti nazr ati ha Mohabat meyasar ha ab b bht Phr kami teri kyu nazr ati ha Tere bharose ki laaj rakh saku is bar Jane kyu ye umeed nazr ati ha Kaffara krne ki justujoo mn mujhy Tere lautne ki arzu nazr ati ha Behisab tawajah desaku mai tjhko Ashiqui mn banti tarteeb nazr ati ha❤❤❤