Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mere Ishq Meri Namaz ban mujhe tere bin Sajda Rava

Mere Ishq Meri Namaz ban
mujhe tere bin Sajda Rava Nahi
Mera Rukh ho Jamal le yaar ki taraf
Koi Aur dusra Khuda Nahin
Tere Har karam ka Karoon Kya Shukriya
Jo Tune Had Se Shiva Kiya
Meri Har Khata Se Hoke Bhi Ashna
Mere Dil Ko deta Raha Dawa
Mere Sathiya Mere Sakiya
Teri is Ada Pe to main ho gaya Fida
tune Dard Bhi Kaisa Dard Diya
 Jise paake main ji Gaya
Jo tune apni Aankhon Se Mujhko Pila Diya
Mujhe Fanaa Karke tune Baka Kiya
 Teri in Anaya to ka Bhala shorat kaise kare Shukriya
Jo Tune Mujhko Apna Bana liya Mere Sathiya
Mere Ishq Meri Namaz ban
mujhe tere bin Sajda Rava Nahi
Mera Rukh ho Jamal le yaar ki taraf
Koi Aur dusra Khuda Nahin
Tere Har karam ka Karoon Kya Shukriya
Jo Tune Had Se Shiva Kiya
Meri Har Khata Se Hoke Bhi Ashna
Mere Dil Ko deta Raha Dawa
Mere Sathiya Mere Sakiya
Teri is Ada Pe to main ho gaya Fida
tune Dard Bhi Kaisa Dard Diya
 Jise paake main ji Gaya
Jo tune apni Aankhon Se Mujhko Pila Diya
Mujhe Fanaa Karke tune Baka Kiya
 Teri in Anaya to ka Bhala shorat kaise kare Shukriya
Jo Tune Mujhko Apna Bana liya Mere Sathiya